Pakistan Apna Work Income Partner Program Work Detail

Google Adsense Publisher Account rakhnay walon ka lia achi khabar

Apan work detail in Roman Urdu Agar aap ka pass Google Adsense ka Approved Account or Personal Identification Number ( PIN ) letter majood ha too apna work ki yah shandar offer aap he kay liay hay ... Bhut say Pakistani dost laa ilmi ki waja say Google Adsense ka Account rakhnay ka baad bhe Adsense say kuch bhe nahe kama paa tay hain

iss ki Paanch khas wjohat hain
1 - Woh blog spot par free website banatay hain
2- Ager Apna domain laytay hain too us ko daily update nahe kertay hain
3- Yah ilam nahe hota ka kis mozoo par website bnae jay or duniya bher ka target traffic kasay hasil kia jay
4- Search engine optimization ( SEO ) , Keywords , Submission , Meta Tag , Labels , Linking , Html , Impression , Page Index , Internet marketing , Link popularity , Rank , Spam , Spider , Promotion wagra ki samjh nahe hoti
5- Woh Web Site ko Professional look dena nahe jantay , un ko PHP ASP HTML nahe ati or na hee woh Web Design ka ilam rakhtay hain
bus ais hee laa ilmi ki waja say Adsense say amdani kay liay log doston jaan pahchan walon sa jaali clicks lagwatay hain jis kay nateja main fraud click ki waja say Adsense ka account band ho jata hay

Mager ab aap ko aisa kuch nahe kerna aap ko simple hamaray group main shamil hona hay jis ki koe fees nahe aap ko ek new domain lina ho ga jis kay baad aap ki web site daily update ki jay gi or us ka shandaar Search engine optimization work kia jay ga jis say aap ki web site par orignal trafic aana sho roo ho jay ga oor aap ko adsense say ba asani amdani hasel hoo skay gii

Google Adsense say hasel honay wali amdani jo direct aap kay naam or address par Western Union say aay gee aap ko us amdani ka 60% Apna Work ko ada karna hoga yani ager aap nay adsense say $100 Dollar hasel kiay to aap Apna Work ko $60 Dollar ada krngay or $40 Dollar aap kay hongay woh $40 Dollar jis kay liay aap nay koe kaam koe invesment koe fees ada nahe ki

------------------------
Kya yah ek shandaar or na qablay yaqeen offer nahe!!!
ager aap Apna work kay sath
Partnership ko tayar hain to
Apna Work Terms and Conditions
kay pages par mojod Tafselat ba goor parh lain

Your Web Site DEMO - Click Here



Join Apna Group